Google Analytics Kya He?


Google Analytics
Google Analytics
Google Analytics kisi bhi blogger ya Phir koi bhi website ke liay Google SEO karne main buhat help krta he Google Analytics ka code sab ko generate krna chahay website ke liay buhat zorory hota he
aj main ap ko btaon ga ke ap apni website ke liay Google Analytics code ko kesy generate kro ge or apne blog main kesy set kro gey
agar ap ye kaam kar letay ho to insha Allah ap ki website zoror raink karay gi
sab se pehlay is click here wale button par click karain

Google Analytics

Google Analytics Main Sign Up Kesy Karain

button par click krne ke bad ap ke samne kuch is tarha ki window show ho rahi ho gi

Google Analytics
Google Analytics
yahan se sign up par click karne ke baad is tarha ka display nazar aay ga
Google Analytics
Google Analytics
yahan pe full detail se form fil kar lain or neche down aiay

Google Analytics
Google Analytics
neche aane ke bad ap ke samne is tarha ka display aa raha ho ga  yahan se next wale page par jain
Google Analytics
Google Analytics
country or chack ka nishan laga kar thoda sa down aiay
Google Analytics
Google Analytics
yahan se agar ap chaho to in ki terms and condition ko pad lo ap ke liay behtar he 
yahan par bhi ik chack ka nishan laga kar i accept par click kar dain
us ke bad ap ka code generate ho gya he bas copy past baqi he
Google Analytics
Google Analytics
ye code yahan se copy kar lain or apne bloger ko open karain
blogger ko open krne ke bad ye 4 kaam karne hain

Google Analytics
Google Analytics
is ke bad phir se Google Analytics main jain or HTML code ko copy karain
Google Analytics
Google Analytics

HTML cod ko copy karne ke bad phir se wapis apne blogger main aaiyn

Google Analytics
Google Analytics
ab ye kaam thoda sa dhean se karain agar HTML coding main thodi si bbhi galti ho gai to ap ki website kharab ho sakti he HTML main jane ke bad  apne keybord se ctrl - F dbain or ap ke samne search bar open ho jay ga search bar main <head> copy kar ke paste karain or enter par click karain ap ke samny jahan bhi <head> ho ga show ho jay ga <head> ke neche jo code ham ne copy kya he past kar dain jesy main ne kya he
Google Analytics
Google Analytics


buhat ehtyat se ye kaam karne ke bad save karne ke bad Google Analytics ko bhi close kardo or blog ko bhi kion ke apna kaam mukamal ho gya he
thanks may friends agar post achi lagi ho to shere zror karain 
or agar ap ka koi sawal he to niche comment main likh do main ap ka jawab zror don ga 
Thanks Good Bay

More Article