Ad

Adsense Approval Trick In Hindi/Urdu For Blogger

Hello Friends
Aj main ap ko btaon ga ke Adsense Approval jaldi se kese karain or Adsense Approval ke kuch aesy tips&tricks jo ke ap log yaqenan nahi jante hon ge
Adsense Approval full detail ke sath janne ke liay article mukamal padahi
Adsense Approval,Adsense Approval
Adsense Approval

Adsense Approval Ke Lie Applay Kab Karain?

jab aap new website bnate hain tab aap ne us website ko mukamal optimize kar lena he us ke baad responsiv theem ka use karain theem wo hi use karain jo ap ke catagry ke mutabik ho
us kae baad apne blog ka mukamal SEO karain or phir koi nhi aik zubaan main postain likhain jese ke aap meri postain dekh sakte ho kam se kam 1000 word ki aik post honi chahay
or dheyan rakhain ap ki website pe kisi bhi kisam ka koi bhi Ad nahi laga hona chahay agar koi bhi Ad laga ho ga to mujhy conform he ke Adsense Approval nahi de gaor apni website ko simple rakhain side baar main zyada kuch na rakhain agar Adsense Approval lena he to bas popular posts ka page or labels ka page bas is ke ilawa or kkuch bhi apni website ke side bar main na lagain kio ke Adsense Approval dete waqt wo ye dekhte hain ke website kitni simple he or responsive kitni heap ki website ka trafic wo log nahi dekhte lakin ap ko wese bhi apni site ko optimize karne ke lie 100 se 200 view lane chaiyor kam se kam 15 article likh ke Adsense Approval ke liey apply kar do

Agar Website Review Main Ho To Kya Krna Chahey?

agar website Adsense Approval ke liey review main ho to ap ko chaiy dally ik post likho or google search consol main dally lazmi se index karo
Adsense Approval ka reply aane main kai baar to 2 munth bhi lag jate hain or kai baar 24 ghanton ke andar Adsense Approval mil jata he gmails ke ziriey or agar ap ko bhi reply nahi mil raha he to tweter pe jaa kar un ko koi acha sa sms likho ke mujhe koi bhi respons nahi mil raha he
to ho sakta he ap ko Adsense Approval ka jaldi jawab mil jaay

More Article

  1. What Is RAM Full Detail Ke Sath Ram Kya Hoti He Urdu/Hindi
  2. Samsung Galaxy s10 Plus Price Or Samsung Galaxy s10 Plus Release Date Urdu/Hindi
  3. Google Question Hub kya hai ? Kaise Kaam karta hai Full Detail Urdu And Hindi 2019
  4. Bose Earphones Bass Handsfree Ke Khofnak Nuksan Urdu And Hindi
  5. Youtube Rank Subscribers And Video Ranking Tips Urdu Hindi
  6. Youtube Kisne Banaya Or Youtube KI 10 Batain Jo Har Koi Nahi Janta Urdu And Hindi
  7. What Is Internet Bandwidth And Baseband Or Bandwidth Kya Hai Urdu Hindi
  8. USB/SD Card Computer Se Nikalne Ka Real Method Urdu And Hindi
  9. Amazon Affiliate Program Problems solving method Urdu And Hindi
  10. Internet Kya Hai Hamari Search Kahan Se Kahan Tak Connection Bnaty He Hindi And U
  11. Get Paid For Instagram Posts & Instagram Se Earning Kese Hoty He?


Post a Comment

2 Comments