Ad

Processor Kya Hai? What Is Processor Hndi/Urdu

Hello Friands

Aaj ham baat karain ge Processor Kya Hai? What Is Processor se related agar ap ko nahi pata he What Is Processor ,Processor kya hai to ye article ko mukamal padhain
Processor Kya Hai What Is Processor HndiUrdu,Processor Kya Hai What Is Processor HndiUrdu
Processor Kya Hai What Is Processor HndiUrdu

Processor Kya Hai? What Is Processor

Processor ka hamare sistem main sirsf ye hi kaam hota he ke jo kuch bhai ham apne mobile main use karte hain wo sab kuch hamare mobile ke Processor se guzar kar jaata he
matlab jo bhi ham karte hain wo sab kuch ko Process kar hmarey samne disply karta hai
agar ap ko nahi pata he ke aj ke zmane main jo hmare mobile phone main Processor aa rahe hain wo zyada tar kin compnyon ke hotey hain
  1. Qualcomm Snapdragon
  2. Media Tek
  3. Samsung Exynos7
sare Processor ko power dene wali aik compny he jis ka naam (ARM) he
is ka full form (Advanced Risc Machine) he
ye compnya din raat mehnat karne main lagi hoi hain ke zyada se zyada power wala Processor chotey se chotey size main bnaya jaay

Processor Main Core Kya Hota He?

bhai aap ne buhat suna ho ga ke ye Processor dual core hai or ye Processor quad core he akhir ye core hota kya he?
main simpal lafzon main jawab doon to 
agar aap aik bargar kha rahe hain or us bargar ko tum 05 mint main khaao ge agar aik hi bargar ko 5 aadmi khain to 01 minat main sara bargar kha lia jaay ga 
aesy hi jese jese core ki tadad badhti jaa time ke sath sath in ki demand bhi buhat zyada badhti eh
ok friands aj ke liae itna hi agar pasand aay to shere lazmi se karain

More Article

Post a Comment

1 Comments