Hello Friends
aj ki is post main ap ko btaon ga Youtube Rank Subscribers And Video Ranking Tips ap ke liay buhat zyada fayade mand ho ga
new YouTuber ke liay ik tuhfa he ye tips
Youtube Rank Subscribers And Video Ranking Tips Urdu Hindi
aj ki is post main ap ko btaon ga Youtube Rank Subscribers And Video Ranking Tips ap ke liay buhat zyada fayade mand ho ga
new YouTuber ke liay ik tuhfa he ye tips
Youtube Rank Subscribers And Video Ranking Tips Urdu Hindi
Youtube Rank Subscribers And Video Ranking Tips Urdu Hindi |
Youtube Ka SEO Kam Kese Karta He?
youtube dunia ka 2osra bada search engine he is ka SEO bhi takreban Google ki tarha keyword pe kam krta he jitna acha ap ka title or description or tag ho ga utni zyada ap ki video rank kare gi
Title Kase Likhna He?
sab se pehle ap ne keyword shitter Naam ki website ko search karna he
jis bhi topic se related ap ki video ho gi us ka koi main keyword waha par likh kar start kar dain or wahan se jo ap ko koi sab se acha or zyada oper wala keyword copy kar lena he or apni video ka Titel bna lena he
Youtube Rank Subscribers And Video Ranking Tips Urdu Hindi |
description Kase Likhain?
description main sab se Pehle ap ne jis topic pe video bnai he us se related thoda sa btana he zyada koshish ye karni he ke description main 05 se 06 bar ap ke main titel ko reuse kya jay
Tag Kase Dalne Hain?
jo keyword ap ne keyword shitter se generate kiay thae un keywords ko apne tag main dalna he alag,alag kar ke takreban ap ke tag 10 se 12 hona chahiy zyada bihter he agar ap is se zyada tag bharte ho to wo kam over ho jay ga ho sakta he googles main kaam hi na kare
Thumbnail Kase Bnain?
agar ap mobile use karte ho to ap ko picsart istimal kar ke thumbnail bnana pade ga
or agar computer par ho to phir adobe photoshop par thumbnail bna sakte ho
More Ranking
is ke bad ap ne CTR ka bhi buhat zyada khyal rakhna he CTR ka full form Click Through Rate is ka matlab ye he ke agar koi banda ap ki video par aaya he to wo wapis back na kare ap ki video ko mukamal dakhe agar aik se do mint ki video dakh kar back kar ke dosry video pe chala jata he to ap ki waja se ap ka nuksan he
kion ke ap ne us video main content acha nahi sia ho ga
agar zyada tar log ap ki video ke CTR ko kam karte rahe to ap ki video down aati jay gi
is liay main ap se kehta hon ke apne CTR pe dhyan do lazmi se
agar ap in chezo ka dhiyan rakho ge to main shart laga ke keh sakta hon ke ap ki video zror rank kare gi
0 Comments