How Google Search Engine Works Algorithm

Hello Friends
Aaj ham ap ko btain ge How Google Search Engine Works Algorithm ke baare main or google ke spiders ke bare main bhi khaas jankari daene wale hain
mukamal janne ke liay article mukamal lazmi padhna
How Google Search Engine Works Algorithm Hindi/Urdu
How Google Search Engine Works Algorithm Hindi/Urdu

How Google Search Engine Works Algorithm?

agar ap blogger ho ya phir ap ne kisi bhi kisam ki koi website bnai hui he to ap ko lazmi pata ho ga ke jab bhi ham post likhte hain
or us post ko google main rank karwane ke liay ham ko google webmaster tool ka use krna padta he jo ke hamari post ko google main index karta he
so friends google bhi ik website he
google ne apne spider bna ke hmari website ke liay choday hoy hain
ke jab bhi ham website bna ke ya phir post likh ke index karte hain to us ke baad google ke spider hmari website ya post ko full read karty hain us ke baad google ke server main save kar letay hain
or jab bhi koi hamari post se related kuch search karta he to jin spideron ne hmari post ko index kya he wo automatic hi search karne wale ke samne le aain ge
How Google Search Engine Works Algorithm

Google Ka Algorithm Kese Kaam Karta He?

 google ka algorithm 90% keyword pe kaam karta he
jo topic zyada search hone wala hota he us main se google ke spider chack karte rehte hain
us search karne waly topic main sab se zyada sead ki jane wali post kon si he 
to google ke spider us post ko fast page par le aain ge

Google Ke Spider Kya Hote Hain?

google ne apne spider ko HTML ki coding se bnaya hua he jab ke ap ko pata ho ga google HTML ko hi read kar sakta he or koi bhi language is ko samaj main nahi aati

Last Text

 ok friends agar hmari aj ki jankari ap ko achi lagi ho to post ko lazmi se share karain or agar ab bhi ap ka koi sawal he How Google Search Engine Works Algorithm se related to nechay comment karain main ap ka jawab zaroor don ga
So I Hope You Like This Post Thenks 4 You

More Article