New Blog Par Ads Kaise Lagaye
Hello Friends
Aaj ham baat karain ge New Blog Par Ads Kaise Lagaye
jis bhai ko new Adsense approval milta he wo buhat zyada pareshan hota he
New Blog Par Ads Kaise Lagaye is article main ap ko sab kuch mukamal btaya jaay ga bas and tak lazmi se read krain
New Blog Par Ads Kaise Lagaye
New Blog Par Ads Kaise Lagaye |
New Blog Par Ads Kaise Lagaye
friends agar aap ko abhi new Adsense approval mila he to sab se pehle main ap ko congratulation kehna chahta hon kio ke ye sabhi ke bas ki baat nhi hoti he
New Blog Par Ads Kaise Lagaye
ab ham aaty hain apne main maqsad ki taraf
New Blog Par Ads Kaise Lagaye
sab se pehle ap ne automatic ad wale code ko apne blog main paste karna he or agar ap ko nahi pata he ke automatic ad wala code kahan se lain to mujhay comment karain main ap ke liay ik new article likhon ga
New Blog Par Ads Kaise Lagaye
is ke baad ap ne 4 se 5 Ad Units create karne hain agar is se zyada creat kro ge to aap ka Adsense suspand bhi ho sakta he
New Blog Par Ads Kaise Lagaye
All Posts Main Ad Kase Lgain?
jesa ke main ne ap ko btaya he 4 se 5 Ad Units create krne ko
ap ne wo hi Ad Units ke code ko sabhi poston main paste krna he
new ad units kabhi bhi create nahi krna he
New Blog Par Ads Kaise Lagaye
ab main ap ko bta don ke
kon kon se Ad Units create krne chahay?
New Blog Par Ads Kaise Lagaye
- sab se pehlay ap ne side bar ke liay ik Ad Units create krna he
- us ke baad main head ke liay Ad Units create krna he
- phir ap ne link Ad wala Ad Units create krna he
- phir ap ne article wala Ad Units create krna he
- us ke baad ap ne header right ke liay ik Ad Units create krna he
yaad rakhain ke ye sab Ad Units ap ne responsive main create krne hain apni marzi se koi bhi size nahi create krna he
New Blog Par Ads Kaise Lagaye
responsive Ad Unites ka fayda ap ko ye ho ga ke agar ap ki post mobile main daikhi jati he to wo automatic mobile ke size main chang ho jay gi agar wo kisi tab pe daikhi jati he to wo tab ke display main nazar aay gi
kisi bhi devices main responsive Ad apne real stile main nazar aay ga
New Blog Par Ads Kaise Lagaye
Ad Units Ki koi Expire Date Hoti He?
new blogger ke zehan main hamesha ye baat ghomti rehti he ke jo main ne Ad Units create kiay hain un ki koi expire date ho gi ya phir nahi
New Blog Par Ads Kaise Lagaye
ji main aap ko is ka jawab deta hon ke jo Ad Units ap ne ik baar creat kar lia us ki koi bhi expire date nahi hoti he bas us ka code new article main copy paste krte raha kro
Last Text
New Blog Par Ads Kaise Lagaye
agar ap ko hmara ye article helpful sabit hua he to share lazmi se krain or agar ab bhi ap ka koi sawal he New Blog Par Ads Kaise Lagaye se related to nechy comment krain main ap ka jawab lazmi don ga
I hope you like this my article thank you
0 Comments