Ad

Website Kaise Banaye Hindi Urdu

Website Kaise Banaye Hindi Urdu

Hello Friends
Aaj ham baat krain ge Website bnane se related Website Kaise Banaye buhat se logon ka shoq bhi hota he website bnane ka or buhat se log earning krne ke liay bhi website bnana chahtay hain
agar ap ke man main sawal he Website Kaise Banaye to aj ap ke sawal ka mukamal jawab dia jay ga article ko mukamal read krain
Website Kaise Banaye Hindi Urdu
Website Kaise Banaye Hindi Urdu

Website Kaise Banaye


sab se pehlay main ap ko btana chahta hon ke agar ap ka shoq he website bnany ka to welcome agar aik do din main hi himat haar jaao to website create na krna is pe buhat zyada mehnat krni padti he
Website Kaise Banaye website ko ap blogger pe bhi bna skte hain or wordpress pe bhi bna sktay hain
Website Kaise Banaye laikin main ap ko recommend kron ga ke ap Blogger pe hi bnain
Website Kaise Banaye blogger pe sab se aasan triqa he website bnane ka agar ap Wodpress pe website bnao ge to buhat mushkil he pehlay ap blogger pe apni website free main bnain or experiment krain phir jo dil chahay krna
Website Kaise Banaye
blogger ko open krne ke baad ap ne aasani se blog create kar lena he or us ke baad jo bhi aap uniqe domain lkho ge wo hi accept ho ga warna duble domain selact nahi ho ga
Website Kaise Banaye
us ke baad aap ne responsive template ka use krna he jo bhi ap ki website ke topic se milta julta ho ga Website Kaise Banaye

Responsive Template Kahan Se Download Krna He

Website Kaise Banaye Sab se pehle aap ne google main jana hr or responsive template search kar lena he or images pe click kar ke apni marzi ka acha sa template dakh kar us template ki website se download kar lena he
Website Kaise Banaye
or apne blogger ke theem walay button par click kar ke new template jo ap ne download kya tha wo uploud krna he
Website Kaise Banaye

Template Ki Satting Kase Krain?

ye satting ap ke template ke hisab se alag alag hoti he or is ko HTML coding ke zriay chang krna padta he main is waqt likh ke ap ko nahi samjha sakta hon laikin ap ko ik bloger ka mukamal cors de deta hon ap un videos ko dakh kar apne template ki satting ya phir mukamal website bna sakain ge
ye blog ka part no1 he dosry part ap in ke chanal par ja ke dakh saktay hoo ye meray ustad hain
sab se zyada kaam tamplate ko manig krna he aap ko aik se do din bhi lag sktay hain kio ke ap new ho

Website Se Earning Kab Hoti He?

jab ap new blog bna letay hain or ap ko mukamal SEO krne ki zrorat he or 15 se 20 postain likhne ke Adsense ko apply krain
Adsense ko apply krne se pehlay buhat sari chezon ka dhyan rakhna padta he janny ke liay yahan
Agar ap apne website ka full seo krna chahte hain to yahan

Last Text

agar ap ko ye article helpful sabite hua he to share lazmi se krain agar ab bhi ap ka koi sawal he Website Kaise Banaye wala to nechay comment krain main ap ka jawab zaror don ga i hope you like this my article thenk you

Post a Comment

0 Comments