What is Google Adwords Keyword Google Adwords Se Kase Search Karain?

Hello friends
Aaj ham baat karain ge Google Adwords kya he or is ka istimal kar ke ham keyword research kesy kar sakte hain or Google Adwords campaign kya hoti he mukamal detail ke sath janane ke liay pora article jaror padhain
Google Adwords,Google Adwords
Google Adwords


What is Google Adwords?

friends Google Adwords ik buhat acha plate form he is ka update naam Google Ad he
agar ap ka koi article ya phir youtube ki koi bhi video rank nahi karti he to ap is Google Adwords ka istmal kar ke bast top wale keyword bhi hasil kar sakte hain

or is ke ilawa agar ap ki koi company he to us ki ap google Adsense main ad dena chahte hain to Google Adwords pe ik campaign create kar ke apni company ka ad create kar ke company ko famous bna sakte hain

 Google Adwords Keyword Se Keyword Research Kesy Karain?

website ki post ko sab se pehle number par laane ke liay ap ko particular keyword ki zarorat hoti he jo ke Google ke search engine main top par rank karte hon same ye hi process youtube ki video ko rank karne ka he
ja aap Google Adwords ko search karte hain to aap ke samne ik sign in ka button show ho ga waha se ap ne free main ik account creat kar lena he or us ke bad tool par click krne ke baad keyword planner par click kar ke jis topic par ap post likhna chahte hain us ka koi aik main keyword likhain or search karainap ke samne buhat sarey keyword aa jain ge jo bhi ap ko zyada search hone wala keyword mila ya phir zyada CPC wala keyword mila to us keyword ko wahan se utha ke apni post main zyada se zyada istimal karain or in sha allah ap ki post zaror rank karey gi

Last Text

agar ap ko ye article acha laga he to share zror karain or agar ab bhi ap ka koi sawal he 
Google Adwords se related to niche comment karain main ap ka replay zaror don ga
I Hope You Like This My Article Thanks You

More Article