Ad

Web Hosting Kya Hai Hindi Urdu

Web Hosting Kya Hai Website Ke Liye Hosting Kahan Se Buy Krain?

Hello Friends
Welcome hai ap ka waseemtech1 website main
main hon waseem or Aaj main aap ko btaon ga Web Hosting Kya Hai or Website Ke Liye Hosting Kahan Se Buy Krna chahiay
or window hosting kya hoti hai ya phir shard hosting kya hoti hai or VPS server kya hota hai
or sath main domain ki bhi kuch information btaon ga jis se aap ko kafi fayda ho ga
in sari baton ko aaj main clear krne jaa raha hon mukamal read krain
Web Hosting Kya Hai Website Ke Liye Hosting Kahan Se Buy Krain



Web Hosting Kya Hai?


web hosting ham ghar main bhi bna skte hain laikin jab hmara hosting wala computer band ho  jay ga to hmari website bhi band ho jay gi is liay ham Pakistan main rehte hoy 24 hours apne computer ko on nahi rakh sakte hain light band hone ki problem buhat zyada he or jab hmara computer kharab ho jay ga to phir bhi hmari website band rahe gi
is waja se ham log ghar main web hosting nahi bnate hain kisi badi compny se buy kar latay hain

un companion ne buhat saray server bna ke rakhe hotay hain light ka bhi pora bndobast kar ke rakha hota hai
ham logon ko bas thoda sa paisa dena he or USA ka ik server hmaray naam kar dya jaay ga

web hosting ko jannay ke liay 2 batain dhean se jaan lain
  1. Domain name
  2. Web Space
in dono ko mila ke web hosting banti he
domain name website ka naam hota he jis se website ki pehchan hoti he
web Space wo hoti he jis main hmari website ka data store hota hai
web hosting or domain name ap ko buy krne padte hain
or agar ap free ka domain name or web hosting hasil krna chahty hain to main ap ko bta deta hon ke ap kahan se free main web hosting or domain name hasil kar skte hain

Free Domain Name Kahan Se Buy Krain?

sab se pehlay main ap ko bta don ke free walay domain name ko Adsense ka Approval nahi milta hai
or free ki web hosting bhi buhat slow kaam krti he siway blogger ke
jo web hosting blog bnany ke liay ham ko Google free main web hosting ham ko deta hai ye web hosting fast bhi hoti he or is web hosting par jitna bhi Traffic aa jay to ye web hosting kabhi bhi down nahi hoti or agar pad web hosting buy kro ge to ap ko apne traffic ke hisab se web hosting buy krna ho gi
free ki web hosting ke liay ap ka template bhi fast hona zrori he


free domain name hasil krne ke liay freenom website par jaa kar free ka domain name hasil kar sktay hain
is website se ap ko sirf no quality domain name mlain ge for example
Web Hosting Kya Hai Website Ke Liye Hosting Kahan Se Buy Krain
Web Hosting Kya Hai Website Ke Liye Hosting Kahan Se Buy Krain
in domain name ki google main koi authority nahi hoti he


Web Hosting Kitni Qisam Ki Hoti Hai?

gays agar aap pehli baar server buy kar rahe ye bhi jan lain server 2 trha ke hote hain  aik hta hai window server 2osra hota he Linux server
agr ap website ko .net pe ya phir .asp pe bna rhay ho to ap ko window server buy krna chahiay laikin ye thoda sa costly ho jata he kion ke windows server main license lena padta hai
Web Hosting Kya Hai
ye sab ham ko alag se nahi lena pade ga jahan se ham Web Hosting ko buy krain ge wo sath main license ke amount ko ad kar detay hain
Linux server open source hota hai zyada tar website Linux server pe hi host rehti hainagar ap chahtay hain worpress instal krain ya phir jumla instal krain ya php main developing krain  Linux server is ke liay Bast hai
ye jo server hai ye aap ke traffic pe bhi depand krta hai agar ap new website bnatay hain to aap ke paas traffic 100 se 500 tak per day aata hai to aap ko zyada paisay invest krne ki zrorat nahi hai
yahan pe aap shard hosting hi buy krain or agar ap ke paas traffic 10,000 ke qareeb aata hai to ap dedicated server buy krain
or agar aap ki website pe 1,00000 ke qareeb per day traffic aata he jesa ke daraz.pk ho gya ya phir Amazone jesi koi website hai to ap ko aik dedicated server nahi lena pade ga ap ko buhat saray dedicated server buy krnay padain ge



Website Ke Liye Hosting Kahan Se Buy Krain?

web hosting ko buy krne ke liay buhat sari website internet pe mojod hain jesa ke HostGator or GoDaddy is ke ilawa or bhi buhat sari website hain jo ke ham ko web hosting sel krti hain ap buy kar sktay hain
or web hosting ko buy krne ke liay sab se bast he ke ap HostGator se web hosting buy krain is se ap ko buhat hi cheep price main web hosting mil jaay gi
or web hoting ko buy krtay waqt us ka mukamal Accessories chack lazmi se kar lain ke aap ko kon c Ram mil rahi hai or kon sa processer mil raha hai or us web hosting ki band width dono side se buhat achi honi chahiay

band width kya hai janny ke liay yahan click krain


 Last Wotrds

g to friends aaj main ne buhat mehnat ke sath ye information aap tak puhnchai he is liay agar ye article acha laga he ya helpful sabit hua hai to apnay friends ke sath lazmi se share krain or agar ab bhi ap ka koi sawal hai ke Web Hosting Kya Hai to neche comment krain main ap ka jawab lazmi don ga
i hope you like this my article thank you

Post a Comment

11 Comments

  1. That gives off an impression of being fabulous anyway i am still not very beyond any doubt that I like it. At any rate will look much more into it and choose by and by!  Click here

    ReplyDelete
  2. Program consistence is an essential angle to every single undertaking that is connected with design.Webdesign Webshop

    ReplyDelete
  3. I wanted to thank you for this great read!! I definitely enjoying every little bit of it I have you bookmarked to check out new stuff you post. Webdesign

    ReplyDelete
  4. Pretty good post. I just stumbled upon your blog and wanted to say that I have really enjoyed reading your blog posts. Any way I'll be subscribing to your feed and I hope you post again soon. Big thanks for the useful info. Webdesign

    ReplyDelete
  5. Obviously recognize what your targets are and convey these requirements to your fashioner. Webdesign

    ReplyDelete
  6. You know your projects stand out of the herd. There is something special about them. It seems to me all of them are really brilliant! Webdesign bureau

    ReplyDelete
  7. It is important to know what the requirements of your website are. Only if you have an idea of what you need, you can look for them in the web hosting solutions. The requirements of the website will depend on the type of website and the features that the website will have. Super alpha reseller hosting

    ReplyDelete
  8. i love reading this article so beautiful!!great job! freelance web designer

    ReplyDelete
  9. This is the real address of the site. It is the thing that you will run through when somebody asks you, "Do you have a site?" On the off chance that you don't have one enlisted as of now, your website specialist can deal with that for you.Webdesigner

    ReplyDelete
  10. In the event that you are OK with these dialects, your website composition organization can most likely arrangement the site to permit you to keep up it yourself. Webdesign

    ReplyDelete
  11. Social networking is a huge market with more than 1 billion people using and availing social media services. smm panel

    ReplyDelete