Ad

Youtube Ads Se Earning Kaise Hoti Hai

Youtube Ads

Hello Friends
Aj ham log baat krain ge ke Youtube Ads Se Earning Kaise Hoti hai or advertiser  kya hota hai
advertiser Youtube Ads se apna kaam kaisy increase krtay hain full details

Youtube Ads
Youtube Ads

Youtube Ads Se Earning Kaise Hoti hai ?

ap jantay hon ge.., koi bhi new kaaro baar ko famoss krne ke liay buhat kuch krna pdta hai sab se acha rehta hai har jaga pe ishtihar lagana
ishtihar lagane se buhat jald kaaro bar famoss ho jata hai

same to same ye hi process Youtube Ads ka hota hai...,

jab koi bhi new Android Apps bnata hai ya phir website or tools wghaira to zahir c baat hai ke wo chahe ga ke maire paas bhi zyada se zyada visitor aain


ab wo apni website ko ya phir youtube chanal ko rank krwana start kar day ga
apni website ka google ads main ads chlay ga or un ko thodi buhat raqam ada kray ga or google un ke ads ko us ke target ke hisab se countries main dikhay ga
or wahan se traffic milay ga Youtube Ads ke ziriay
or or Google Ads Advertiser se raqam le kar youtuber ko 42% deta hai or 58% khud rakhta hai

or jo Google main ki searches pe Ads nazar aatay hain us ki sari earning google ko hi jaa rahi hai

High Traffic ke liay 2 step hain
  1. Free.,buhat zyada mehnat
  2. paid.,paisa de kar

Free Main Traffic Kase Lain


agar ap ki koi website hai to us ka ap ko din raat mehnat kar ke SEO krna paday ga

buhat sari website main se ap ko backlink create krna pday ga

agar high authority wali website ho gi to ap ki website buhat jald google main rank ho gi

Last Word

agar ap ko ye article helpful laga hai to share lazmi se krain or agar ab bhi ap ka koi sawal hai Youtube Ads se related to nechay comment krain main ap ka jawab zaror don ga 
I hope you like this my article thenk you

Post a Comment

1 Comments