Ad

Earning At Risk Problems Hindi

Earning At Risk Problems Not Solved What Is The Reason


Hello Freinds


Aaj ham baat krain aesy topic se related jo ke aaj ke dino main buhat problems creat kar raha hai sabhi bloggers ke liay Earning At Risk Problems Not Solved What Is The Reason


is problems se related main pehle bhi ik article likh chuka hon jis main ap ko btaya hai ke Ads Txt File ko kesy fix krna hai full detail
pehle aap is article ko read kar ke ads txt file ko fix kar lain Click Hare

Earning At Risk Problems Hindi
Earning At Risk Problems Hindi


Earning At Risk Problems Not Solved?

ye problem sabhi bloggers ko dakhne ko mil rahi hai is ki wajha be shumar hai agar ap ka bhi Ad txt file ko fix krne se Earning At Risk wala notification nahi gya to is ki wajha janne ke liay ye article ko mukamal read krain

friends google Adsense is waqt buhat sari update kar raha hai
ye earning at risk wali update main Google Adsense kya chahta hai kisi ko bhi nahi malom

bas ap apna kaam kar ke rakhain Google Adsense abhi apni updating main buhat zyada busy hai jab is Earning At Risk wale notification ki taraf tawjo kare ga to sab ka Earning At Risk notifcation remove ho jay ga

ap jante hi hon ge jab ham Google Adsense ko Approval ke liay apply krte hain to kai baar 2-month main mail krta hai or kai baar 2 din main hi mail kar deta hai

is liay ye kehna buhat mushkil hai ke ye notification kab remove ho ga

Earning At Risk Problems Not Solved What Is The Reason?

sab se pehli wajah ye hay ke ap Google Adsense ki trims and conditions ko fallow nahi krte hon ge
  1. blog main traffic kam aana
  2. backlink bnate waqt spamming krna mtlab ke aik hi website se buhat sare backlink create kar lena is ko google spamming manta hai
  3. website main privacy policy or disclaimer or contact us or about us ke pages ko na banana
  4. website main fack traffic garnet krna ya buy krna
is trah ki wajah bhi hoti hai or is ke ilawa bhi buhat sari wajah ho sakti hain
agar ap in galtion ko nahi kar rahe ho to ap o koi bhi pareshan hone ki zrorat nahi hai Earning At Risk wala notification khud hi remove ho jay ga


Last Words

Agar ap ko ye article helpfull sabit hua hai to share  lazmi se krain or agar ab bhi ap ka koi sawal hai Earning At Risk Problems Not Solved What Is The Reason se related to neche comment krain main ap ka jawab lazmi don ga
I Hope You Like This My Article Thank You

Post a Comment

0 Comments