First Mobile Phone In The World Hindi Urdu


Hello Freinds

Aaj ham baat krain ge first mobile phone in the world se related buhat sare logon ke man main sawal uthta ho ga ke dunia main pehla mobile kon sa bnaya gya or kis ne bnaya tha
aj ham ye sab kuch is article mian detail ke sath btane wale hain full read krain
First Mobile Phone In The World Hindi Urdu
First Mobile Phone In The World Hindi Urdu



First Mobile Phone In The World?

dunia main sab se pehle mobile ka wait 2kg tha us waqt siraf do mobile bnay gay thay experiment krne ke liy ye experiment kayab raha tha is ke baad technology main izafa hota gya
or aj hamare pas touch walay mobile manzre aam nazar aate hain


First Mobile Phone Kis Ne Bnaya Tha?

dunia main pehla mobile bnane wale engineer ka name Martin Cooper  tha
First Mobile Phone In The World Hindi Urdu
First Mobile Phone In The World Hindi Urdu


 ye America ka engineer tha or is ne 3 April 1973 ko ye mobile launch kya tha jo ke dunia istimal kar sakti thi

is se Pehle bhi mobile phone available the laikin foji or police walon ke pas the bas wo hi istmal kar sakte the

ham jesy log koi bhi mobile phone istimal nahi kar sakte the



Last Word

agar ap ko hmara ye article helpfull sabit hua hai to share lazmi krain or agar ab bhi ap ka koi sawal hai First Mobile Phone In The World se related to neche comment krain main ap ka jawab lazmi don ga
i hope you like this my article thank you