Hello Freinds
agr ap koi bhi online shopping krna chahte hain or ap ka ATM Card online work nahi kar raha hai to is main kya wajah ho sakti hai
khas kar agar ap koi online domain name buy kar rahe hain to us main bhi online pay krne main buhat sari problems ho sakti hain ya phir web hosting wagaira
Agara aap ko nahi pata hai
Google Pay Pakistan main kab aa raha hai to yahan par click krain
Friends jab ap new ATM Card Buy krte hain to ap ka online payment station on nahi hota hai
jab bhi ap ne koi online shoping krni ho to apna online payment station lazmi se on krwa lain
online pament sation ko on krwana kuch bhi mushkil kaam nahi hai bas ap ne apne Bank ki helpline par call krni hai or unhain ap ne kehna hai ke mera online payment station enable kar dain wo ap se pochain ge ke 15 din ke liy krwana hai ya 30 din ke liy jesy ap ko behter lage ga karwa lain
online payment station ko enable krwane main koi bhi fees nahi lagti hai
kio ke jab ap koi bhi online shoping krte ho to ap se us ATM ka password nahi manga jatra bas siraf ATM kard ke oper wali information hi mangi jati hai
Koi Bhi Bill Ko Aane Se Pehle Kaise Chack Krain
or agar ab bhi ap ka koi sawal hai online payment station se related to nechy comment krain main ap ka jawab lazmi doon ga
I hope you like this my article thank you
agr ap koi bhi online shopping krna chahte hain or ap ka ATM Card online work nahi kar raha hai to is main kya wajah ho sakti hai
khas kar agar ap koi online domain name buy kar rahe hain to us main bhi online pay krne main buhat sari problems ho sakti hain ya phir web hosting wagaira
Online Shopping Problems Urdu In Hindi |
Agara aap ko nahi pata hai
Google Pay Pakistan main kab aa raha hai to yahan par click krain
Online Shopping Payment main Problems Kyu Aati Hai
Friends jab ap new ATM Card Buy krte hain to ap ka online payment station on nahi hota hai
jab bhi ap ne koi online shoping krni ho to apna online payment station lazmi se on krwa lain
Online Payment Station Ko On Kase krwana hai
online pament sation ko on krwana kuch bhi mushkil kaam nahi hai bas ap ne apne Bank ki helpline par call krni hai or unhain ap ne kehna hai ke mera online payment station enable kar dain wo ap se pochain ge ke 15 din ke liy krwana hai ya 30 din ke liy jesy ap ko behter lage ga karwa lain
online payment station ko enable krwane main koi bhi fees nahi lagti hai
Online Payment Station By Default Enable KyuNahi Hota Hai
kio ke agar online payment station ko enable rahne detay to ap ka ATM card agar kabhi gum ho jay to ap ka balance bhi chori ho sakta haikio ke jab ap koi bhi online shoping krte ho to ap se us ATM ka password nahi manga jatra bas siraf ATM kard ke oper wali information hi mangi jati hai
Koi Bhi Bill Ko Aane Se Pehle Kaise Chack Krain
Last Words
ok friends umeed krta hon ke aj ka ye article ap ko lazmi pasand aaya ho ga to share lazmi krainor agar ab bhi ap ka koi sawal hai online payment station se related to nechy comment krain main ap ka jawab lazmi doon ga

0 Comments