Ad

Never 3 Search Things on YouTube Hindi

Never 3 Search Things on YouTube


Hello Friends

ap jante hain agar kisi ko koi kam bholta hai ya fir kuch sekhna chahta hai to wo ya to google search kre ga ya fir YouTube par search kre ga

ye buhat achi baat hai insan ko buhat kuch dunia main sekhna chaiay laikin yahan par ham ap ko kehte hain Never 3 Search Things on YouTube

Aaj ham ap ko buhat hi important information provide krne ja rahe hain
agar ap ko ye information hasil nahi hai to ap buhat bari problem ke shikar ho sakte hain
Never 3 Search Things on YouTube article ko full read kar ke mukamal information hasil krain  


Never 3 Search Things on YouTube  Step(01) 

sab se pehla topic jo ke Youtube par kabhi bhi search nahi krna chahiy wo hai aslha, brood, gon chlane ka treqa, bom kase blast hota hai waghera, waghera


Never 3 Search Things on YouTube  Step(02) 

jab kisi ko kisi kisam ki koi bemari peda hoti hay to wo Google search krta hay ya phir YouTube par koi nuskha finde krta hay

laikin ham ap ko kehtay hain ke aesa bilkul bhi nahi krna chahiy
kion ke shayd ap jante hon ge aik bemari main buhat si bemarian chupi hoti hain is liay ap ko Google pe ya phir YouTube pe kabhi bhi itna bhrosa nahi krna chahiy

kion ke YouTube ko Ya phir Google ko ap ki bemari ka kuch bhi ilam nahi hota hay
is liay ap ko Doctor se chaick up karwa ke MediSan khani chahiy
Doctor ap ki sabhi bemarion ko samjh kar MediSan ap ko provide krta hai, is liay ap ko siraf Doctor ke pas jaana chahiy or apne Allah par Yaqeen rakhna chahiy

Never 3 Search Things on YouTube  Step(03) 

kabhi bhi crime se related Google ya phir youtube main search na krain

For example

  • hacking kesy hoti hay
  • Bank Hack Kaisy Hoty Hain
  • Bachon Ko Ighwa Kasy Krte Hian
  • Kisi Account Hack Kesy Krte Hain
  • Daketi krne ka treqa
  • Chori krne ka treqa

Is ke ilawa koi bhi illegal kaam jo kisi ko nuksan de aesa koi bhi Google main ya phir YouTube main search na krain

Ye Sbhi Topic Search Kion Nahi Krne Chahiy,???

Aap apne mobile ya Computer main koi bhi search krte hain to wo search sedha  ap ke ISP ke paas jati hai us ke baad<Optic Fibre> cable ke thro jati hai Google ke Server tak
Wahan par ap ki full information save karne ke bad ap ka search kya hua data ap tak puhnchati hai

ISP Ka Full Form ( Internet Serves Provider ) hai

Google Hmari Kon Si Information Save Krta Hai ?

  • IP Address
  • Gmail ID
  • Location

Ham Ko Khatra Kaise Hai,???

agar ap ke city ya dehaat main kahin bhi aas paas koi bhi galat karwai ho jaati hai to security adare sabhi wo keyword jo illegal topic pe search hoy hain
ap ke wo sabhi search kiay hoy keyword ko nikal kar ap ki location ko track krte hain or ap ko us waqt tak jail main band kar dya jay ga jab tak asal mujrim pakda nahi jata
is liay main ap ko kehta hon Never 3 Search Things on YouTube kion ke ap par koi bhi kisi kisam ka ilzam lag sakta hai
Last Words

agar ap ko hmari ye information achi lagi hai to share lazmi krain or agar ab bhi ap ka koi sawal hai Never 3 Search Things on YouTube se related to neche comment krain main ap ka jawab lazmi don ga

Post a Comment

0 Comments