night mode pc main enable kaise kare
Hello Friend, Buhat se computer user aese hain jin ki nazar computer ko use krne ki wajah se week ho gai hain ya phir ho jati hai
aaj ham is issued ka solution le ke aay hain agar ap ko bhi apni nazrain save rakhni hain to is Article ko full read krain
Night Mode Pc waseemtech1.com |
Night Mode Pc Main Enable Kaise Kare?
ye article buhat short likha hai or ap ke liay ye software buhat zarori hai lazmi se apne computer mian install kar ke rakhianNight Mode Pc Main Enable Kaise Kare?
Night Mode Pc Main Instal Kaise Kare?
Night Mode Pc main instal krne ke liay sab se pehle nechy diay gay button par click kar ke download kar lain
ye sofware ap ke samne zip file main show ho ga is ko extract kar lain
us ke bad instal kar lain instal krne ke bad ap ke samne ik icon show ho ga ap ne us icon ko kuch bhi nahi krna
ap ne just computer ki neche wali Patti par dekhna hai Jahan Time&Date show ho raha hota hai waha par ap ko Night Mode Pc wala icon dakhne ko mile ga
waha se ap ne us icon par right click krna hai or apni brightness set kar leni hai
is se ap ki nazron par bilkul bhi efact nahi pade ga ap be fikar ho kar computer ko use krain or apni nazron ko save rakhain
Last Word
Agar ap ko hmara ye article helpful sabit hua hai to share lazmi krain or agar ab bhi ap ka koi sawal hai Night Mode Pc se related to neche comment krain main ap ka jawab lazmi doon ga
I hope You Like This My Article Thank You
1 Comments
I have read your blog it is very helpful for me. I want to say thanks to you. I have bookmark your site for future updates. mainqq.us
ReplyDelete