Hello Friends
aaj ke zamane mein bahut sari khabren aati hai news channels per ke cybercriminal Coronavirus Update ka miss-use karke bahut sare logon ko hack kar rahe hain
Iske bare mein mukammal detail ke sath aaj baat karenge
fraud hota hai criminals karte hain bahut sare log is ke jaal mein fans jaate Hain lehaza aap ne in per yakin nahin karna aur inko kehna hai bhai ok bye Ham ko pata hai I mean window ko close kar dena hai dobara in ki taraf mod ke bhi nahin dekhna
Aur hamara bahut hi kimati deta yah galat tarike se istemal karenge
agar ap koi online kam karte Hain to jahir si baat hai hamari chrome browser mein bahut important username and password bhi hote hain shayad koi aisa ransomware puhncha dain jo ke chrome browser ki underground HTML file mein bhi ghus kar aapke password or username ko bhi hack kar le lehaza aap in se dur hi Rahe
aaj ke zamane mein bahut sari khabren aati hai news channels per ke cybercriminal Coronavirus Update ka miss-use karke bahut sare logon ko hack kar rahe hain
Iske bare mein mukammal detail ke sath aaj baat karenge
Do You Need A Coronavirus Update [WT1] Hindi |
Coronavirus Update se Criminals kaise attack karte hain?
friends aapko bahut acchi tips bataun ke duniya ka koi bhi criminals trending chiz ko focus karte hue apna attack shuru karta hai jaisa ke aaj ke jamane mein Coronavirus Update ki bahut jyada news pahle Hui hai isi chij Ka Sahara lete hue criminals logon ko hack kar rahe hainCoronavirus Update se a hack karne ke liye criminals kya karte hain
sabse pahle email send karte Hain ki aapke ilake mein Coronavirus Update aa chuka hai Sath mein aapke ilake ka naam bhi likh kar bhejte Hain aur kahate Hain agar aap mukammal detail dekhna chahte Hain ke aap ke ilaake mein kahan tak Coronavirus Update pahuncha hai to is link per click karke PDF ki file ko download Karen aur aap ko mukammal information mil jayegi yah sab kuchh jhooth hota haifraud hota hai criminals karte hain bahut sare log is ke jaal mein fans jaate Hain lehaza aap ne in per yakin nahin karna aur inko kehna hai bhai ok bye Ham ko pata hai I mean window ko close kar dena hai dobara in ki taraf mod ke bhi nahin dekhna
Coronavirus Update se attack karne ke liye criminals kya istemal karte hain?
friends jab koi bhi criminals humko koi file download karne ke liye kahta hai ya FIR koi software download karne ke liye kahta hai to fir us mein unka ransomware ka virus hota hai jo ki hamare computer ki underground file Tak pahunch jata hai aur hamare computer ko mukmmal tarike se lock kar deta hai aur ham ko paise dene ke liye bolata hai FIR Ham paise dekar hi apne computer ki files ko unlock karva sakte hain Varna Ham computer ko access nahin kar sakte hamare computer ka criminals ke hath mein control aa jaegaAur hamara bahut hi kimati deta yah galat tarike se istemal karenge

0 Comments