Hello Frainds
agar ap ke buhat zyada USB/SD Card kharab ho rahe hainagar ap ko nahi pata ke USB/SD Card ko achanik nikalne se kya masla ban sakta he to ye article spatial ap ke liay he mukamal pad lain bas ap ka kaam ho jay ga
USB/SD Card Computer Se Nikalne Ka Real Method |
USB Corrupt Kese Hoti He?
agar ap USB/SD Card se koi bhi kisi kisam ka data transfer kar rahe ho or us ke darmyan main agar ap ne USB/SD Card ko nikal lia to ap ki USB/SD Card ke corrupt hone ke 80% chanses badh jate hainye kam aesy he jesy zinda insan ka bazo zabardasti se kaat dia jay
or agar ap ki USB/SD Card kabhi kharab nahi hoi he or ap mujhy comment karo ge ke bhai ham to buhat dair se aesy hi istimal kar rahe hain to bhai main ap ko bta don ke aj tak agar ap ki
USB/SD Card kharab hua he to us ki wajah ye hi he jo main aj ap ko btane ja raha hon
agar ap mery kehne par amal karo ge to ap ki USB/SD Card ki life dugni ho sakti he
USB/SD Card Computer Se Nikalne Ka Real Method Kya He?
jab ham USB/SD Card ko nikalte hain tab hamain nahi pata hota ke hmara computer us
USB/SD Card se kya kam kar raha he or ham us USB/SD Card ko nikal lete
is se pehle hamain hmaray computer ko bta dena chaiay ke ham USB/SD Card ko nikalne wale hain or computer apna kaam band kar le
ab baat ye nikalti he ke computer ko btana kese he?
dekho bhai jab ap My Computer ko open karo ge wahan pe jo ap ki disk USB/SD Card pe rghit click karo ge to wahan se ap ne pehle Eject par click kar ke computer ka connection khatam kar dena he us ke bad USB/SD Card ko nikalna he is se ap ki USB/SD Card ki miyad kafi had tak badh jati he
agar ap ko article acha laga to apne friends ke sath lazmi se shere karain thenks 4 you
0 Comments