Hello Friends


agar ap ne bhi Amazon Affiliate Program join kia he or ap ko kisi bhi kisam ki Problems ko face krna padta he to aj main Amazon Affiliate Program ko le kar ap ke sab Problems ko solv kron ga
shart ye he ke mukamal padhain...
Amazon Affiliate Program Problems solving method Urdu And Hindi,Amazon Affiliate Program Problems solving method Urdu And Hindi
Amazon Affiliate Program

Dimag Main Aane Wala Sab Se Pehla Sawal ?

jab ap new Amazon Affiliate Program ko join karte hain to ap ke dimag main buhat se sawal uthte hain ke ham ko kese 5% ya 10% commission mile ga
jab ap kisi product ka link shere karte hain jo banda ap ke link par click kar ke Amazon pe chala gya or us ne kuch bhi buy na kya or window close kar di uske bad 24 ghanton ke adar agar us ne bhale hi direct Amazon ko opne kar lia or koi bhi chez buy kar li to us ki commission ap ko mile gi
itna sa data to Amazon bhi sab users ka apne pas rakhta he


2oosry Sab Se Badi Probliem ?

agar ap youtuber hain to ap ne apni video main koi Amazon Affiliate Program ka koi bhi link dia he
misal ke tor par agar aik banda ap ke link par click kar ke us product tak puhanch jata he to wo buy nahi krta back aa jata he ya window close kar deta he
or is ke bad us ne koi or video dekhi or us link par bhi click kar ke Amazon ke us product tak pahanch gya to aesy main agar wo product ko buy kar leta he to us ka commission ap ko nahi mile ga balke us ko mile ga jis ke link se last bar click kar ke buy kia he

3eesry Problem ?

agar ap ko earning jaldi nahi milti he or ap buhat pareshan hain us main sachai kya hoti he zara jane
jab koi product ap ke linck se buy ho jati he us ki worrnty to Amazon walon ki hoti he na ke ap ki
agar us product main koi problem ho or ur customer us product ko reverse karne aa jata he to is tarha Amazon loss ho sakta he
ap khud hi socho Amazon khud se ap ko commission to nahi de ga na ?


Ok Friends Aaj Ke Liey Bas Itna Hi Agar Article Acha Laga He to Doston Ke Sath Shere Zror Karain

More Article