Hello Friends
aj ham baat karain ge Youtube Kisne Banaya or is ka pehla malik kon tha or youtube pe rozana kitne ghanton ki videos upload hoti hain or youtube ko kis ne buy kia or youtube ko kab buy kya mukamal detail ke sathYoutube Kisne Banaya |
Youtube Ka Pehla Name Kay Tha Or Youtube Kab Bnaya Gya
Youtube ko bnane walo ne Youtube ka pehla naam Tunein rakha tha jo ke ik aam si website hua karti thi
aik din Jawed Karim internet se kisi important video ko search kar raha tha buhat sari koshish karne ke bad us ko wo video na mili phir us ne socha ke internet main koi aersy website ka hona zrori he jo ke dunia ki har video ko save rakhe or jo search krne se aasani se mil paay
Jawed Karim ne apne dosry 2 doston ke sath bhi mashwara kya or 3eeno ne mil kar
14 February 2005 ko inhon ne us website ka name Tunein se Youtube rakh dia youtube ne buhat hi kam arse main buhat badi kamyabi hasil ki thi
Youtube Kisne Banaya
Youtube ko Paypal ke teen mulazmon ne mil kar bnaya tha
in logon ne youtube ko bnaya tha agar ap in ki picture dekhna chahte hain to youtube creators ke naam par click kar ke dakh sakte ho
Youtube Par Pehli Video Kab Upload Hoi Thi Or Kis Ne Upload Ki Thi
youtube ko bnane walon main se Jawed Karim ne pehli video 23 April 2005 ko upload ki thiYoutube Ko Kis Ne Kharerda Or Kitne Main Khareda
youtube ko bnany se 18month baad Google ne $1,650,000,000 ki kaseer raqam ada kar ke khareda thajo ke ab youtube google ke baad dunia ka sab se bada search engin jana jata he
0 Comments