How To Get Approved For Google AdSense YouTube
Hello Friends
Aaj ham ap ko btain ge How To Get Approved For Google AdSense YouTube ji han friends agar ap bhi youtube pe apna carrier bnana chahte hain to ye article aap ke liay hai
mukamal read krain
How To Get Approved For Google AdSense YouTubeAdSense Approved ke Liay YouTube Par Kam Kesy Kya Jay?jo bhai Website pe kam krta hai us bhai ke liay YouTube par kaam krna kuch bhi mushkil nahi hai kion ke YouTube par Competition Website se buhat kam hai or Website par competition buhat zyada hai aj ke zamane main YouTube par kaam krne ke liay ap ko main kuch point don ga ap in points ko follow krain sab se pehle ap ka content khud ka hona lazmi hai or han buhat sari website hain jahan par ap ko free videos mil jati hain ya phir youtube par bhi creative commons license wali videos mil jati hain agar ap ne long time ke liay YouTube pe kaam krna hai or YouTube par kamyab hona hai to phir ap kabhi bhi free ki video ko apne channel pe use na krain agar ap ko buhat zyada zarorat hai kisi video ko apni video main add krne ki to YouTube ham ko kehta hai ke kisi bhi video ko ap 9 second tak use kar sakte ho laikin main yahan pe ap ko kahon ga ke ap agar kisi video ko use kr bhi rahe ho to video free wali finde kar ke use krain kion ke YouTube ki policiy har aay din change hoti rehti hain kahain ye na ho ke ap ko problems ka samna krna pad jay Apni Video Mian Images Kon Si Use Krain?or kabhi bhi Google ki Images ko apne thumbnail main use na krain hmesha apna hi thumbnail create krain is se YouTube Team buhat impress hoti hai ap ke kaam pe Video Uploading Topic Timeagar ap chahte hain ke ap Youtub se buhat jaldi kamyab ho jain to is liay ap ko tranding topics ko search krna pade ga jo ke fil haal main chal raha hoTranding topic ko search krne ke liay ap Google Trend ko bhi use kar sakte ho nahi to ap khud hi pata laga sakte hain or is ke ilawa ap ki kisi bhi din koi bhi leave nahi honi chahiy is baat se YouTube ko andaza ho jay ga, ke ye insan YouTube ko le kar kafi series hai to ap ke is kaam se or video quality or Audio quality achi hone ki sorat main YouTube khushi se ap ki videos ko khud promote kre ga YouTube Ke Liay Keyword Kesy Research Karain?YouTube ke keywords find krne ke liay ap ko beginner level pe keyword shitter Tool ko use kar Lena chahiayor is ke ilawa agar ap chahain to keywords everywhere Extension ka bhi use kar sakte hain jab ap ka channel monetize ho jata hai to phir aap Ahref Tool ko buy kar ke bast Keywords Researching Bhi Kar sakte hain depending your level YouTube Video Ka SEO Kase Krain?SEO Ka full Form (Search Engine optimization) Hai jab ap video ko Edit kro to us video ka naam bhi apne main title hi rakhain or jab ap YouTube Video Ke liay thumbnail bnain us a thumbnail par bhi wo hi main title name dalain jo ap ki video ka title ho ga us ke baad jab aap video ko upload krne lago to us video main tags main bhi zyada searching waly keywords ko use krain zayada se zyada ap ne 10 tags dane hain is se zyada nahi or jab ap video ko record kro to apni video ke andar apne main keyword ko baar baar use krain kion ke YouTube ap ki voice ko bhi sunta hai or video ki ranking ka step leta hai Ik baat ko hmesha zehan main ralkhain agar ap apni YouTube videos ka SEO nahi krain ge to ap ki Video kabhi bhi YouTube ke top search engine main nahi aay gi Kya YouTube Ki Video Ko social Media pe Share krna chahiy?friends agar ap apni video ko buhat zyada social media par share krain ge to kabhi bhi ap ka account Approved For Google AdSense YouTube nahi ho gais liay ap ko kabhi bhi video ki sharing nahi krni chahiay han agr ap ki website hai to apne article ko khoob share krain is se ap ka google AdSense approved buhat jaldi hota hai or ap ka article bhi buhat jaldi ranking main aata hai Last Wordagar ap in baton ko zehan main rakh kar YouTube channel create krte hain to ap ka Google AdSense approved buhat jaldi ho gaagar ap YouTube ki policies ko fallow krte hain to Agar ap ko hmara ye article helpful sabit hua hai to share lazmi krain or agar ab bhi ap ka koi sawal hai How To Get Approved For Google AdSense YouTube se related to neche comment krai9n main ap ka jawab lazmi don ga or agar muj se koi baat mis ho gai hai to phir bhi mujhay btain main ap ke liay ik new article likhon ga jis main ap ko mukamal information doon ga |
1 Comments
I just couldn't leave your website before telling you that I truly enjoyed the top quality info you present to your visitors? Will be back again frequently to check up on new posts. youtube promotion packages
ReplyDelete