Hello Friends
ap jante hon ge ke ab Netflix India main bhi aa gya hai, jesy sacred Games ka second part le ke aaya hai, jo ke ap kahi na kahi free main dekh lain ge,
kya ap ko pata hai Netflix ne 100 crore ropay laga diay sacred games ke 8 episode bnane main,
ham aap ko ye hi btane ja rahe hain ke Netflix 100 crore ka 1000 crore+ kesy kamata hai
ab TV or FM ko to koi pochta hi nahi hai
ye time apni demand par chalta hai isi wajah se Netflix India main aaya, kion ke ab jo demand hai wo Netflix ki india main buhat hai
laikin jab se Jio aaya he jab se data free ho gya hai us waqt se log is ko pesa denay lage hain, abhi abhi survey aaya hai ke Netflix India main 2019 ke saal December tak 41 Lacs Paid costumer ho jain ge
Netflix ke plan alag alag hain 500 ropy bhi hai 800 ropy ka bhi hai or abhi abhi to ik new plan aaya hai mobile Only ka jo ke 200 ropy main milta hai
for example
main kahin se koi new movie 1000 ropy ki buy kar ke le aaon to us movie ko main apni website pe laga doon or likh doon ke bhaia ye movie 50 ropy main daikh lo
to 50 ropy main to sabhi dakhain ge warna un ko bhi 1000 ki buy krni pady gi
to is trha se main buhat sare logon ko wo movie sale kar kar ke buhat sare ropy kama lon ga
or ab to apna content Netflix khud bnata hai pehle ye hota tha kisi badi company se buy krta tha ab inhon ne buhat sare actor rakhe huay hain un ka bhi roz gar laga hua hai or Netflix apna kaam un se le raha hai new se new story bnwa kar apna pesa bchata hai
ho sakta hai ap ne dekha ho 15 agast 2019 ko YouTube par Netflix ka ik ad chal raha tha sara din wo ad YouTube ke home page pe chalaya gya tha
ab ham ap ko btain YouTube kisi bhi ad ko home page par rakhne ka kitna pesa leta hai, YouTube ke home page par koi bhi ad show krwny ke liay starting se YouTube 25 se 30 lakh leta hai
agar Netflix YouTube ko itna pesa de raha hai to Netflix ko pata hai ke wo is ka retorn buhat zyaada wasool krne wala hai
or agar ab bhi ap ka koi sawal hai Netflix India se related to nechy comment main likhain main ap ka jawab lazmi don ga
or agar ap ko ye information achi lagi hai to share lazmi krain
I Hope You Like This My Article Thank You
ap jante hon ge ke ab Netflix India main bhi aa gya hai, jesy sacred Games ka second part le ke aaya hai, jo ke ap kahi na kahi free main dekh lain ge,
kya ap ko pata hai Netflix ne 100 crore ropay laga diay sacred games ke 8 episode bnane main,
ham aap ko ye hi btane ja rahe hain ke Netflix 100 crore ka 1000 crore+ kesy kamata hai
Netflix India |
Netflix Kya Hia?
Netflix ik (OTT) Network hai is ka full form (Over The Top Media Serves) baat krne ka matlab ye hai ke pehly ham log FM sunte thay or phir TV ka zmana aa gya or phir computer or mobile aa gyaab TV or FM ko to koi pochta hi nahi hai
ye time apni demand par chalta hai isi wajah se Netflix India main aaya, kion ke ab jo demand hai wo Netflix ki india main buhat hai
Netflix Kab Ka Bana Hai?
Netflix koi aj ka bna hua nahi hai Netflix ko (1997) main bnaya gya tha, pehle ye log SD Sale krte the SD sale kar kar ke jab in ko buhat sara experience ho gya (2016) main Netflix India main aaya thaNetflix India main itna der se kion aaya hai?
Netflix India main dair se aane ki wajah se 2016 se pehle in logon ka kehna hai india main buhat log apna data bchate hain is liay Netflix India main flope hone ka khtra badh jata, kion ke india ke loge data ka pesa bhi theek se nahi date to mera content dakhne ka pesa kase dain ge,laikin jab se Jio aaya he jab se data free ho gya hai us waqt se log is ko pesa denay lage hain, abhi abhi survey aaya hai ke Netflix India main 2019 ke saal December tak 41 Lacs Paid costumer ho jain ge
Netflix ke plan alag alag hain 500 ropy bhi hai 800 ropy ka bhi hai or abhi abhi to ik new plan aaya hai mobile Only ka jo ke 200 ropy main milta hai
Netflix India Main Kitne Ropy kamata hai?
agar ap average le ke chalain 500 ropy ka 41 logon ko agar ap 500 se multiply krain jo ke har month Netflix ko dain ge to ap hisab laga lain Netflix India se 100 200 1000 Crore pata nahi kitne Crore apni demand or content pe hi kama le gaNetflix Kam Kasy Krta Hai?
Netflix ka ik sedha sadha business haifor example
main kahin se koi new movie 1000 ropy ki buy kar ke le aaon to us movie ko main apni website pe laga doon or likh doon ke bhaia ye movie 50 ropy main daikh lo
to 50 ropy main to sabhi dakhain ge warna un ko bhi 1000 ki buy krni pady gi
to is trha se main buhat sare logon ko wo movie sale kar kar ke buhat sare ropy kama lon ga
or ab to apna content Netflix khud bnata hai pehle ye hota tha kisi badi company se buy krta tha ab inhon ne buhat sare actor rakhe huay hain un ka bhi roz gar laga hua hai or Netflix apna kaam un se le raha hai new se new story bnwa kar apna pesa bchata hai
ho sakta hai ap ne dekha ho 15 agast 2019 ko YouTube par Netflix ka ik ad chal raha tha sara din wo ad YouTube ke home page pe chalaya gya tha
ab ham ap ko btain YouTube kisi bhi ad ko home page par rakhne ka kitna pesa leta hai, YouTube ke home page par koi bhi ad show krwny ke liay starting se YouTube 25 se 30 lakh leta hai
agar Netflix YouTube ko itna pesa de raha hai to Netflix ko pata hai ke wo is ka retorn buhat zyaada wasool krne wala hai
Last Word
Mujhy umeed hai ke ap ko Netflix ki pori jankari samaj main aa gai ho gi,or agar ab bhi ap ka koi sawal hai Netflix India se related to nechy comment main likhain main ap ka jawab lazmi don ga

0 Comments