Ad

Laptop Buy Karne Ka Tarika Hindi Urdu


Laptop Buy Karne Ka Tarika

Hello Friends

Aj ham ap ko Laptop Buy Karne Ka Tarika mukamal btane wale hain agar ap bhi laptop buy krna chahte hain to ye article ap ke liay buhat eham hai

Laptop buy krne se pehly kin baton ka dhyan rakhna zrori hai ap ko ye sab kuch is post main mile ga

Laptop Buy Karne Ka Tarika Hindi Urdu
Laptop Buy Karne Ka Tarika Hindi Urdu

Leptop Buy Krne Se Pehle Kya Kuch Chack Krna Zarori Hai?

sab se pehle ap ko ye Desite krna  hai ke ap ne laptop buy krna kion hai,
wo is liay ke ap ko Laptop mehnga na pad jay
ap ne jis kaam ke liay Laptop buy krna hai us ke hisab se RAM Processor or Hard Disc choose krain
for example
agar ap ne Laptop Siraf songs ya fir Movies daikhne ke liay hi lena hai to aap siraf ko 2Gb RAM or 1TP Hard disc ka hona chahiy
is se ap ka Laptop Hang bhi nahi ho ga or ap ka kaam bhi ache triqy se kre ga

or agar ap ne laptop kisi kaam ke liay buy krna hai to phir ap kaam ke hisab se kar sakte hain

RAM Or Processor Ki Match Kaise Krain?

ye ik buhat eham sawal hai jo ke sabhi ke demag main aata hai

ap ke Laptop main agar Core 2 due processor hai to ap ke Laptop main 2GB RAM ka hona zarori hai
or agar ap ke pas core i3 hai to ap ke Laptop main 4GB RAM ka hona zarori hai
agar ap ke pas core i5 hai to ap ke Laptop main 8GB RAM ka hona zarori hai
agar ap ke paas core i7 hai to ap ke Laptop main 12GB RAM ka hona zarori hai

is tarha se ap apne Laptop ke RAM or Processor ki matching  kar sakte ho ye to buhat kam Laptop ki matchings hain laikin ap is ki tarteeb se apna Laptop match kar sakte ho

RAM ko check krte waqat ye lazmi check kar lain ke jo us laptop main RAM hai wo aik hai ya do hain zyada koshish ye krain ke aik RAM ho kion ke agar ap ko Laptop ko upgrade krna pad jay to ap aasani se Dosri RAM ko laga sakain

Laptop Buy Krne Se Pehle Ye Kesy Check Krain Laptop New Model Hai Ya Old?

jahan se Laptop garam hawa kharij kar raha hota hai wahan par 5 mint hath rakh kar daba ke rakhain
or is baat pe zara tawajo ke sath chaiking krain agar ap ke 5 mint haath rakhne se zyada garam ho raha hai to wo modle old verson hai or agar kam garam ho raha hai to samjho new modle hai is Laptop ko ap buy kar sakte ho

Important  Tips

or Laptop ke dono speaker lazmi check kar lain rady hain bhi ya nahi
battery pe gore krain ke Battery ke uper koi kisi kisam ka nishan to nahi , gar koi bhi nishan hai to samjho ke is Laptop ki battery buhat jald kharab ho jay gi

or is ke bad battery ki health bhi lazmi chack krain

phir charging pe bhi laga ke check krain ke battery 100% tak mukamal charge hoti hai ya nahi agar nahi hoti hai to phir bhi ap samaj jain ke wo battery 2 se 3 din ki mehman hai

jab Laptop check krna start kro usi waqt battery point not kar lo is se ap ko battery timing ka bhi andaza ho jay ga

agar ap kisi kam ke liay Laptop Buy kar rahe hain to koshish krain ke Hard Drive SSD ho or agar ap ghar ke use ke liay ya phir songs movie ke liay Laptop Buy karna chahte  hain to HDD ap ke liay behtar ho gi kion ke SSD buhat high price main milti hain

jab ap Laptop Buy krne ke liay jain to apne sath ik USB lazmi le ke jain or Jo ap ne Laptop Buy krna hai us ke sabhi jack point check krain kaam bhi krte hain ya nahi

Screen ko achi tarha se check kar lain ke koi kisi kisam ki line ya phir koi daag to nahi hai

is ke baad Graphic card lazmi check kar lain kam se kam 2GB ka graphic card to hona lazmi hai is se thodi buhat Games bhi kheli ja sakti hain
is se bada ap jitna chahain lagwa sakte hain

Last Words

agar ap ko hmara ye article helpful sabit hua hai to share lazmi krain or agar ab bhi ap ka koi sawal hai Laptop Buy krne se related to nechy comment karain main ap ka jawab lazmi doon ga
I Hope You Like This My Article Thank You

Post a Comment

0 Comments