Ad

Screen Overlay Detected Fix App Hindi

Screen Overlay Detected Fix App Hindi



Hello Friends
Aaj Ham baat krain  ge Screen Overlay Detected se related or is post main ham janain ge what is screen overlay detected is ke ilawa ham or bhi buhat jankari is post main denain wale hian
Post Ko full read krain shukria
Screen Overlay Detected Fix App Hindi.waseemtech1.com
Screen Overlay Detected Fix App Hindi


What Is Screen Overlay Detected

asal main screen overlay ka MatLab dual-screen ko chlana hai
for example,
 ap ne Whatsapp ko open kar ke rakha hua hai or WhatsApp ke upper hi massager ka massage aa jay to is ko ham screen overlay Detected keh sakte hain

Screen Overlay Detected Fix App

buhat se mobile hote hain jin par Screen Overlay Detected ka issue dakhne ko milta hai
is ko fix krne ke liay ap in step ko follow krain
  1. Meno
  2. Setting
  3. Applications
  4. Is ke baad ap ko konay par 3 dot ... ka option mil raha ho ga us par click krain
  5. Apps that can appear on top
ab ap ko sabhi app dikhai jain gi ap ne sabhi apps ko disable kar dena hai, dhyan rahe ke ap ko buhat si apps ko dubara se permission deni paday gi

ye kaam krne ke baad jo app ke mobile phone ke home page par buhat sare tabe khule hon ge ap ne un sabhi tabs ko close kar dena hai



or ab ap ne phir se aik baar setting main jaana hai or applications main jaana hai or whan se ap ne wo application finde krni hai jis par Screen Overlay Detected ka message show hota tha

us application par click karne ke baad FORCE STOP kar dena hai
or nechay ko scroll down kar ke dakhin ge to ap ko permissions ka option dikhai de ga us par click kar ke ap us application ko apni marzi ki permission de sakte hain

or ap ki ye problem 100% solve ho jaay gi



Last Words
Agar ap ko hmara ye article helpful sabit hua hai to share lamzi krain or agar ab bhi ap ka koi sawal hai Screen Overlay Detected Fix App se related to neche comment krain main ap ka jawab lazmi doon ga

Post a Comment

2 Comments