Start Blogging And Earn Money
Hello Friends
Aaj ham ap ko btain ge Start Blogging And Earn Money se related, agar ap bhi blogging ko start krne ki sooch rahe hain to ye post aap ke liay khaas hai
Start Blogging And Earn Money |
Start Blogging And Earn Money
sab se pehli baat to ye hai ke agar ap blogging start krna chahte hain or blogging se earning krna chahte hain to is baat ko apne zehan main rakhain ke ap ko thodi buhat investment bhi krne pad sakte hain
or main ap ko kahon ga ke agar ap bilkul new hain to ap blogger par hi apna blog bnain wordpress par na jain kio ke jab ap blogger ko makamal seekh lo ge to wordpress ap ke liay use krna aasan ho jaay ga
jab ap blog bnain ge to us se pehle ap ne apna topic se related domain search krna hai or jis domain ka search vol acha ho ga us domain ko aap Godaddy se ya phir kisi se bhi buy kar lena hai
or phir us domain ko aap ne apne blog main set krna hai
domain ki price pakistani 700 se 800 ropy per year tak ho gi
Start Blogging And Earn Money From AdSense
agar ap apni site ko adsense ke sath link kar ke earning krna chahte hain to yahan click kar ke is article ko mukamal read kar lain
Start Blogging And Earn Money Hosting Buy?
Agar ap ka blog new hai to main ap ko bata doon ke blog khud ki free hosting deta hai or ye free wali hosting buhat bast reh jati hai
agar ap ne kahin se hosting buy kar bhi li to ap ik new blogger hain ap ko hosting ke cpanl ki samaj nahi aay gi or jab aap ki website main traffic zyada aay ga to ye hosting ap ki website ko khud se delete kar de gi
jab ke blogger wali hosting main aesa bilkul bhi nahi hota hai jitna bhi traffic aay blogger wali free hosting aap ki website ko remove nahi kre gi
bas is hosting ki khami ye hia ke is ki speed kam rehti hai or new blogger ko ye speed kaam de jati hai
main ap ko ye hi kaho ga ke pehle ap siraf aik domain buy krain or adsesnse se approvle hasil kar lain or blogging se earning karne ke baad jab aap ke paas traffic badhe ga to aap paid wali hosting ko buy kar sakte hain
I Hope You Like This My Article Thank You

Last Word
Agar ap ko hmara ye article helpful sabit hua hai to share lazmi krian or agar ab bhi ap ka koi sawal hai Start Blogging And Earn Money se related to neche comment krain main ap ke sawal ka jawab lazmi doon gaI Hope You Like This My Article Thank You
1 Comments
Here are a few things that are normally gotten some information about online surveys. Paid Survey Sites Review
ReplyDelete