Ad

Apply These 5 Secret Techniques To Improve Seo Tips For Beginners

Apply These 5 Secret Techniques To Improve Seo Tips For Beginners

Hello friends aaj Ham aapko bataenge top 5 tips for beginner se related agar aap SEO tips for beginner se interested hain To is article ko mukammal read Karen ismein aapko SEO ke top 5 secret batay jaenge


Apply These 5 Secret Techniques To Improve Seo Tips For Beginners
Apply These 5 Secret Techniques To Improve Seo Tips For Beginners

(No,1) 5 Secret Techniques To Improve Seo Tips For Beginners Broken links

broken links Dad link hote Hain Jo ki Ham apni website ya FIR blog mein add karte hain aur wo link Kuch der ke bad work karna band kar dete Hain aise links Jo work na karte hon unko broken links kaha jata hai

Sabse pahle apni website se broken links ko remove Karen
apni website se broken links ko remove karne ke liye is link per click Karen aur apne website ke link ko past Karen aur website ke tamam broken links aapke samne show Ho jaenge Uske bad sabhi ke sabhi broken links per aap ne click karke check kar lena hai ki kaun sa links broken hai

aur un links ko aap ne apni website ya FIR page se remove kar dena hai broken links ko kaise remove karte Hain Uske liye detail ke sath article likhenge next wale article ko read karke aap tamam broken lens ko remove kar paoge


(No,2) Apply These 5 Secret Techniques To Improve Seo Tips For Beginners Spam score

Apni websites ka spam score lazmi se check kiya Karen spam score websites ki ranking ke liye bahut effect data hai

spam score kaise jyada hota hai ?
Jab aap kisi bhi high spam score wali website se backlink create karte ho tab aapki website ka spam score bhi increase hona start ho jata hai

and aapki website ki ranking down hoti rahti hai
aapko pata bhi nahin chalta ki aap ki website kuch hi dinon mein Down Ho jaati hai
Spam score ko kaise kam karna hai is se related is article ko full read Karen


(No,3) Apply These 5 Secret Techniques To Improve Seo Tips For Beginners  search console coverage issues

Agar aapki websites ke search console coverage issues Hain to yah bhi aapki website ko kabhi rank nahin hone dete search console ko open karne ke bad coverage per click karne ke bad aapke samne jo bhi aap ki website per issues honge wo show Ho jaenge

iske alava breadcrumbs ke issue ko bhi aap ne search console ke panel mein nahin rakhna in sabhi issues ko kaise remove karna hai is link per click karke sekhain


(No,4) Apply These 5 Secret Techniques To Improve Seo Tips For Beginners backlinks Banane ka Tarika

bahut se logon ko yah pata hoga ke backlinks website ki ranking ke liye create kiye jaate hain lekin yah bahut kam log jante hain ke backlinks kis tarike se banane chahie backlinks banate waqt galti karne se aap ki website per buhat bada ulta effect pad sakta hai

ab aap sochte honge wo kaise?

Agar aap ped backlinks create karvana chahte Hain To aap us company ko yah lazmi kahen ke hamari website ke backlinks aik IP address se nahin create hone chahie difference IP address ko use kiya jaaye iske alava agar aap kisi company se backlinks create karvate hain to 1 se 2 din mein aapko backlinks ki file mil jaate hai

lekin is Kam ko Google acha nahin samajhta hai backlinks to vahi acha Mana jata hai jo ki ek din mein 2 se 3 ya FIR maximum 10 backlinks create hun Agar ek din mein hajaron backlinks create honge to Google isko achcha nahin manega and aapki website ki ranking per effect padega

Iske alava Jo aap commenting backlinks create karte Hain dhyan Rahe kabhi bhi comment karte vakat sabhi comments mein ek hi text ko copy karke paste karna thek nahi

jab bhi aap comments Karen Uske text ko change lazmi kar lya Karen Jo log aisa karte hain ek hi text ko copy and paste karte rahte hain aur apna link dalte rahte hain inko Google spam mein Dal deta hai aur website ko rank nahin karta

dhyan Rahe jo bhi kam ap seo karne ke liye Karen full active dimag rakh kar Karen SEO website ke liay bahut hi main chij hai rahti hai websites ke liye agar aap  seo karte waqt Koi galti karte Hain To aapke website ki ranking down ho sakti hai

and Google ke search engine mein index hone mein problem kar sakti hai
kabhi bhi robot.txt ke sath tajurbe karte vakat dimag ko hazir rakhain Varna aapki chhoti si galti se aap ki website ko down ho sakti hai


(No,5) Apply These 5 Secret Techniques To Improve Seo Tips For Beginners Hosting Suggest

Agar aap hosting kharidna chahte Hain To SSD storage wali hosting kharidna chahie
agar aap free wali hosting ko use karna chahte hain to blogger ki hosting free hoti hai Uske alava koi bhi free hosting use karna website ki ranking ko down karta hai aur kisi bhi waqt aapki website ke content ko remove Kiya ja sakta hai aur jyada traffic aane ki vajah se bhi aap ki website ko bahut si mushkilon ka samna karna pad sakta hai lekin blog ki hosting unlimited traffic sport karti hai and page speed bhi acchi deti hai

Free ki hosting blogger ke alava koi bhi acchi nahin hai
Agar paid web hosting use karo to usmein SSD and cloud hosting jyada behtar hai cloud hosting high rate per milati hai

agar itni gunjaish nahin hai To shared hosting khariden lekin SSD storage ke sath hona behtar hai
Is se off-page SEO main bahut jyada help milti hai

and aapki website bahut jaldi grow karne lagti hai
Agar aapko nahin pata web hosting kya hoti hai to is link per click Karen


Last Word

agar aap ko hamara yah article helpful sabit hua hai to please isko share lazmi Karen aur Agar ab bhi aapka Koi sawal hai Apply These 5 Secret Techniques To Improve Seo Tips For Beginners se related to niche comment Karen mein aapko reply jarur karunga I hope you like this my article thank you

Post a Comment

0 Comments