Ad

How To Remove Broken Links From Blogger Hindi

How To Remove Broken Links From Blogger Hindi

Hello friends aaj Ham aapko bataenge how to remove broken links from blogger broken links hamari website ko down kar dete Hain broken links Ka lazmi dhyan rakhna chahie ki hamari website mein broken links nahin hone chahie broken links se related aaj ham full detail ke sath is article Main mention karenge gay broken links ko kaise find Kiya jata hai and blogger se broken links ko kaise remove Kiya jata hai
So hi guys this is Waseem so let's go to WaseemTech1 latest technique
How To Remove Broken Links From Blogger waseem tech1
How To Remove Broken Links From Blogger Hindi

Broken Links Kya Hote Hain?

Jo links ham apni website mein add karte Hain ya FIR comments ke ziriye add ho jaate Hain and kuch hi time ke bad vah links kam karna band kar dete Hain

aur us per click karne se koi bhi website open nahin Hoti he usko broken links kaha jata hai or ded link bhi kaha jata hai aise links Agar hamari website mein honge to Google kabhi bhi hamari website ko rank nahin karega Google yahi sochta hai ki yah website apne traffic ko kisi bhi website per nahin bhejna chahte, ye real person nahin hai isliye hamari website ko ranking mein problem hoti hai

Broken Links Ko Find Kaise Karen?

Broken links ko find karne ke liye aap Google per bhi search kar sakte hain broken links checker tool and iske alava aap is link per click karke broken links ko check karne wale tool per pahunch sakte hain and vahan per apni website ka URL paste karke thoda wait karna hai

uske bad aapke samne sabhi ke sabhi broken links show Ho jaenge and vahan per option hoga click karne ka to ap ne click karke apni website par redirect ho jana hai and vahan se find kar lena hai

kaun sa broken link hai aur aap ne apne blogger ya FIR wordpress ke dashboard se jakar broken links ko remove kar dena hai and aapke website ki ranking mein bahut help kare ga
agar aap sabhi broken links ko remove kar dete Hain To kuch hi dinon mein aapko result mil jaega

Broken links ko check karne wale tool free hote hain lekin agar aap chahe to broken links ke liay auto checker subscription setup bhi kar sakte hain is se aapko monthly $10 pay karne honge and agar aap 1 years ke liye buy karna chahte hain to $110 ka aap ko is tool kis scription milegi agar aap is tool ko kharidna chahte Hain To is link per click karke khareed sakte hain is se aapko automatic pata chalta jaega ki aap ki website per kaun se dead link maujud Hain

Agar aapko padhne se samajh nahin a Raha to is video ko mukammal watch Karen is video mein practically samjhaya gaya hai ke broken links ko kaise remove Kiya jata hai and broken links ko kaise find Kiya jata hai

Last Word

agar apko hamara ye article helpful sabit hua hai to please isko share lazmi Karen and Agar ab bhi aapka koi sawal hai how to remove broken links from blogger se related to niche comment Karen main aapko reply jarur karunga
I hope you like this my article thank you

Post a Comment

0 Comments