Ad

Google Ranking Factors For SEO 2020 In Hindi

Google Ranking Factors For SEO 2020 In Hindi

Hello friends aaj Ham aapko batane ja rahe hain Google Ranking Factors For SEO 2020 Ke bare mein yah Google ranking factors Google ke  introduce karvaye hoy Hain agar aap in Sabhi Factors ko acchi Tarah Se follow Karte Hain To aap apni website ya FIR blog ko acchi Tarah Se  rank kar sakte hain

Hi, guys, this is Waseem so let’s go to Waseem Tech1 Latest Technique

Google Ranking Factors For SEO 2020 In Hindi

Google Ranking Factors For SEO 2020  Location Ko Target Kaise Karen?


Step (1)   sabse pahle aap ne article likhate waqat ya FIR koi bhi page create karte waqt is Baat Ko Dhyan main Rakhna hai ki aap jis bhi location ko target Karne Wale Hain vahan ki location ke hisab se hi aap article  publish Karen


Misaal ke Taur per Jab Koi new Mobile Phone USA main release Hota Hai

to USA ki Trims & condition ko dekhne ke bad hi USA main mobile phone ko release karne ka title Diya jata hai

Jaisa ke Hamare Pakistan mein koi mobile phone release Ho to uske sath yah dekhna padta hai ki Pakistan Ke Logon Ko kaun si chij Jyada pasand hai aur kaun si chij Pakistan Ke Logon Ko acchi Lagegi aur Hamari Sell Jyada badhegi

ye mobile phone company Aise location ko target Karti Hain


 for example cheap price phone high-quality display  aur vagera vagera jo chij Pakistani Logon Ko Pasand Hogi wahi apni product ka title banaya jata hai


 ISI Tarah aap bhi aise hi kiya Karen Ke Apna article ya FIR page create Karte waqat

For example, Ham is article ko USA mein target karna chahte hain aur USA Ke Log kya Kuchh Chahte Hain unko kya Kuchh Acha lagta hai Usi hisab Se Apna article ya FIR page creat Karen


Google Ranking Factors For SEO 2020 CTR increase kaise karen?


Step (2)  Google CTR ko bahut acche tarike se follow karta hai agar aapka CTR Low Rahega to aapki Website rank Nahin Hogi

koshish Karen Apna title  achha Sa likha Karen title Clickable and attractive Hona chahie

Agar aapke artical ke impression buhat Jyada hote hain aur click kam aa rahe hain to is se aapka article Down hone ke chance Jyada Hote Hain

aur Agar aapke article ke impression kam aur click bhi impression ke hisab se Aeyn click Thode Kam bhi ho to article Jyada rank kar jata hai

Iski vajah yah hai ki Google Samajhta Hai Ke bhai is article Mein kachra bhara hua hai jo ke user title ko Dekhkar aage ja raha hai click nahin kar raha is se aapka artical Down ho jata hai Google ki taraf se

next time aap ne CTR per ghor karni hai aur CTR ko increase karna hai


Google Ranking Factors For SEO 2020 Bounce Rate Kya Hai?


Step (3)  agar Hamari website per hundred visitors Aate Hain To Un main se 50 user 1 minut Tak aapke page per rukte hain aur Baki 50 user Usi Waqt back Chale Jaate Hain To Aise main aapka Bounce rate 50% rahega Agar visitor Jyada der tak aapki website ke page per rukenge to Aapka Bounce rate Kafi Achcha Rahega aur Google mein ranking main help Karega


Google Ranking Factors For SEO 2020 Ek article Mein maximum keywords ko cover karna ?


Step (4)  Jab aap article likhte hain to Usi mein aap Jyada Se Jyada keywords ko add kiya Karen Jo targeted keyword aap ne nikala hoga uske sath Milte julte Aur Bhi keyword Apne article mein add kiya Karen

Aisa kam Hari gis na Karen Ke Chhote se topic par article likha Jaaye article ki length minimum 500-word ki hona lazmi hai agar topic main is se kam word aa Rahe Hain To article Na likhe Kisi Aur artical Mein Hi is topic Ko cover kiya jaaye


Google Ranking Factors For SEO 2020 Links?


Step (5) website ya FIR page ke link ko Google bahut acchi Tarah Se crawl karta hai koshish karen aap ki website ke page Mein acche se acche links Hona jaruri hai aur jo aap Backlinks create karo wo bhi acchi website se create hone chahie Aisa Na Ho ke Jis website se aapko backlink Mil Rahe Hain Unka Spam Score high level per Ja chuka ho aur aapko backlinks de rahe ho Aise backlink aap ne Nahin Lene Google is chij ko spam mein dalta hai

Last Word

agar aapko Hamara yah article helpful sabit hua hai to please isko share lazmi Karen aur Agar Ab Bhi aapka koi question hai Google ranking factors for SEO 2020 se related to niche comment Karen main aapka reply Jarur Karunga I hope you like this my article Thank you 

Post a Comment

0 Comments